Ab ghar baithay waxing aur threading ke dard se nijat paayein! Yeh Yes Finishing Touch 2-in-1 Hair Remover Trimmer khawateen aur hazraat dono ke liye chehre aur jism ke faltu baal saaf karne ka behtareen aur safe tareeqa hai.
2 Dual Attachment Heads: Is mein do mukhtalif heads hain—ek eyebrow ko perfect shape dene ke liye aur doosra chehre, haath, aur paon ke baal saaf karne ke liye.
Bina Kisi Dard Ke Safai: Yeh bina skin ko khainche ya kaate baalon ko saaf karta hai. Threading ki tarah dard ya skin red hone ka koi khatra nahi.
LED Light Indicator: Light ki wajah se chote se chote aur bareek baal bhi wazeh nazar aate hain taake koi jagah reh na jaaye.
USB Rechargeable: Cable se charging hoti hai, cell badalne ka kharcha aur jhanjhat khatam.
Har Skin Ke Liye Safe: Sensitivity ya rashes ke baghair har qisam ki jild par aasan use.
Travel-Friendly Design: Size mein choti aur lightweight hai, aap purse mein rakh kar kahin bhi le ja sakte hain.